Mera kuch saman
tumhare pass pada hai
o savan ke kuch bheege bheege din rakhe hai
aur mere ik khat mein lipti raat padi hai
wo raat bujha do, mera wo saman lauta do
mera kuch saman tumhare pass pada hai
o pathjhad mein kuch patton ki girne ki aahat
kaano mein ik bar pehan ke laut aayi thi
pathjhad ki wo shaaqh abhi tak kaanp rahi hai
wo shaaqh gira do, mera wo saman lauta do
wo shaaqh gira do, mera wo saman lauta do
ek akeli chhatri mein jab adhe adhe bheeg rahe the
ek akeli chhatri mein jab adhe adhe bheeg rahe the
adhe sukhe adhe gile sukha to mai le aayi thi
gila mann shayad bistar ke pass pada ho
wo bhijwa do mera wo saman lauta do
ek so sola chand ki raatein ek tumhari kaandhe ka til
ek so sola chand ki raatein ek tumhari kaandhe ka til
geeli mehendi ki khusboo jhooth mooth ke shiqwe kuch
jhooth mooth ke vade bhi sab yaad kara do
sab bhijwa do mera wo saman lauta do
sab bhijwa do mera wo saman lauta do
ek ijazat de do bas jab isko dafnauoongi
mai bhi wahi so jayungi
mai bhi wahi so jayungi
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
About Me
Followers
Blog Archive
-
▼
2011
(28)
-
▼
February
(9)
- Chyapta Golap Lyrics (Anjan Dutta)
- Jeremir Behala Lyrics (Anjan Dutta)
- Parini Lyrics (Anjan Dutta)
- Gobindo Lyrics (Anjan Dutta)
- Ei Buro Purono Guitar Lyrics (Anjan Dutta)
- Chal Rastay Lyrics (Shreya Ghosal - Autograph)
- Tomar Shahore Lyrics (Anupam Roy)
- Khali Haath Shaam Aayi hai Lyrics (Asha Bhonsle - ...
- Mera Kuch Saman Lyrics (Asha Bhonsle-Gulzar)
-
▼
February
(9)
gazab
ReplyDeletezabardast
ReplyDeletebahut sundar dil se buna huadil ko sparsh karta hai ye geet
ReplyDeletebeautiful song
ReplyDeletenice song i like it
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDelete