jaane tujhe denge nahin
Jaane Nahi Denge Tujhe
jaane tujhe denge nahin
chahe tujhko rab bula le
hum na rab se darne wale
rahon mein dat ke khade hain hum
yaaron se nazre chura le
chahe jitna dum laga le
jaane na tujhko aise denge hum
Jaane Nahi Denge Tujhe
jaane tujhe denge nahin
do kadam ka yeh safar hai
umr chhoti si dagar hai
ek kadam mein ladkhadaya kyu
sun le yaaron ki yeh baatein
bitengi sab gum ki raatein
yaaron se rutha hai saale kyu
Jaane Nahi Denge Tujhe
jaane tujhe denge nahin
Jaane Nahi Denge Tujhe
jaane tujhe denge nahin
Maa ne khat mein kya likha tha
jeeye tu jug jug yeh kaha tha
char pal bhi jee na paya tu
yaaron se nazre mila le
ek bar to muskura le
uth ja sale yu satata hai kyu
Jaane Nahi Denge Tujhe
jaane tujhe denge nahin
Jaane Nahi Denge Tujhe
jaane tujhe denge nahin
Jaane Nahi Denge Tujhe
jaane tujhe denge nahin
No comments:
Post a Comment